Sunday, February 01, 2009

Khyal Pare ٹی وی چینل اور بچّوں پر منفی اثرات

بچّے اور ٹی وی چینل

.Bachchon mein badhti hooi  behoodgion ko ab taleem ka hissa samjha ja ta hai.Yeh hamare nizame taleem ka eik almiya hai 

Bhart mein T.V. Chenalon mein lafter Channel  aur Nach Balye Vaghaira ki maqbooliyat ke bad ab aksar Channels par bachchon ka dakhla shuru  ho gaya hai jhan chote chote bachche nachte hooe nazar aate hain vaheen ghatiya aur na munasib qism ky joke bhi sunate hain .bchchon ko in behoodgiyon mein ghasit te hooe logon ko ab sharm mahsoos naheen hoti kyon ki ab t.v. ne ise certify kr diya hai .Pahly bchche agar na munasib libas pahante ,filmi gane gate to teachers an ko  rokte tokte the .Yeh hamari talim ka eik hissa tha likin ab school kesocial gathering minn khuly taur par filmi ganon par students ke thirakny ka riwaj aam hai. Main ne khud dekha ki ab kuch teachers talba ko class mein bula kar sub talba ky samny doosre teacdher ki naqal kr ny ky kahty hain .bachchon mein badhti hooi in sabhi qism ki behoodgion ko ab taleem ka hissa samjha ja ta hai.Yeh hamare nizame taleem ka eik almiya hai

1 comment:

  1. اسد صاحب
    آپ آج کل رومن میں کیوں لکھ رہے ہیں۔ عرصے سے آپ کا میل نہیں ملا، یہاں لگتا ہے کہ اردو میں بھی بہت مواد دے دیا ہے۔ کاپی کیٹ لگا رکھا ہے اس لئے بغیر اجازت سمت کے لئے نہیں لے رہا ہوں۔
    سمت اب یہاں ہے

    http://samt.herokugarden.com
    Aijaz Ubaid

    ReplyDelete