بچّے اور ٹی وی چینل
.Bachchon mein badhti hooi behoodgion ko ab taleem ka hissa samjha ja ta hai.Yeh hamare nizame taleem ka eik almiya hai
Bhart mein T.V. Chenalon mein lafter Channel aur Nach Balye Vaghaira ki maqbooliyat ke bad ab aksar Channels par bachchon ka dakhla shuru ho gaya hai jhan chote chote bachche nachte hooe nazar aate hain vaheen ghatiya aur na munasib qism ky joke bhi sunate hain .bchchon ko in behoodgiyon mein ghasit te hooe logon ko ab sharm mahsoos naheen hoti kyon ki ab t.v. ne ise certify kr diya hai .Pahly bchche agar na munasib libas pahante ,filmi gane gate to teachers an ko rokte tokte the .Yeh hamari talim ka eik hissa tha likin ab school kesocial gathering minn khuly taur par filmi ganon par students ke thirakny ka riwaj aam hai. Main ne khud dekha ki ab kuch teachers talba ko class mein bula kar sub talba ky samny doosre teacdher ki naqal kr ny ky kahty hain .bachchon mein badhti hooi in sabhi qism ki behoodgion ko ab taleem ka hissa samjha ja ta hai.Yeh hamare nizame taleem ka eik almiya hai
اسد صاحب
ReplyDeleteآپ آج کل رومن میں کیوں لکھ رہے ہیں۔ عرصے سے آپ کا میل نہیں ملا، یہاں لگتا ہے کہ اردو میں بھی بہت مواد دے دیا ہے۔ کاپی کیٹ لگا رکھا ہے اس لئے بغیر اجازت سمت کے لئے نہیں لے رہا ہوں۔
سمت اب یہاں ہے
http://samt.herokugarden.com
Aijaz Ubaid